SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़िम्मेदार"
Ghazal MATCHES FOR "ज़िम्मेदार"
Ghazal
KHushii kaa saath milaa bhii to dil pe baar rahaa
mai.n aap apnii tabaahii kaa zimmedaar rahaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
mai.n zimmedaar huu.n terii udaas aa.nkho.n kaa
mai.n maantaa huu.n hifaazat nahii.n hu.ii mujh se
Jahanzeb Sahir
Ghazal
ham apne suud-o-ziyaa.n ke hai.n aap zimmedaar
hamaaraa suud hamaaraa ziyaa.n hai aur ham hai.n
Bismil Saeedi
Ghazal
nahii.n hai ko.ii bhii diivaangii kaa zimmedaar
KHudii kaa haal ye KHud hii banaa ke baiThe hai.n
Sharar Naqwi
Ghazal
nigaah-e-naaz se luuTe hai.n mere qalb-o-jigar
asiir-e-zulf kiyaa us ke zimmedaar ho tum
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
jo shahr-e-sa.ng me.n shiisha-mizaaj hai.n 'ruuhii'
vo zimmedaar KHud apnii shikastagii ke hai.n
Rehana Roohi
Ghazal
hazaar qismat-o-mahaul zimmedaar sahii
mirii tabaahii se un kaa bhii saaz-baaz to hai
J. P. Saeed
Ghazal
hamaaraa dil bhii rahaa zimmedaar maan liyaa
tumhe.n kyo.n vaqt lagaa isti.maal karne me.n
Shahnawaz Ansari
Ghazal
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
hamaarii aa.nkho.n ke halqe riyaazato.n ke gavaah
hamii KHaraabii-e-qismat ke zimmedaar hu.e
Naseem Syed
Ghazal
shariik-e-Gam use kar to liyaa magar socho
ki zimmedaar ke zimme javaab kitne hai.n
Amar Singh Figar
Ghazal
Tariq Qamar
Ghazal
merii barbaadii kaa zaamin duusraa ko.ii nahii.n
mai.n ki apne vaahimo.n kaa aap zimmedaar thaa
Aqeel Shadab
Ghazal
apnii barbaadii kaa zimmedaar mai.n yaa ko.ii aur
zehn me.n har vaqt mere ye gumaa.n ba.Dhtaa gayaa