SEARCH RESULTS
Showing search results for "जाम-ब-जाम"
Ghazal MATCHES FOR "जाम-ब-जाम"
Ghazal
phir aayaa jaam-ba-kaf gul-ezaar ai vaa.iz
shikast-e-tauba kii phir hai bahaar ai vaa.iz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
baabaa alif ne shab kahaa nashsha-ba-nashsha kar gile
jur.a-ba-jur.a ranj hai jaam-ba-jaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
ko.ii to jaam-ba-kaf ho ko.ii tamaashaa.ii
nasiib phuuTe jo aiso.n ke darmiyaa.n guzre
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
ham jaam-ba-kaf baiThe rahe.n aur kahaa.n tak
taqdiir me.n amrit nahii.n zahraab to diije
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
jab ko.ii saa.at-e-shaadaab milii jaam-ba-kaf
jaan sii pa.D ga.ii bujhte hu.e armaano.n me.n
Zubair Rizvi
Ghazal
the tirii bazm me.n sab jaam-ba-kaf ai saaqii
ik hamii.n tishna-dahan the tire maiKHaane me.n
Sudarshan Kumar Vuggal
Ghazal
gulshan me.n bahaar aa.ii hai gul jaam-ba-kaf hai.n
is fasl me.n saaqii ke tasaahul ne rulaayaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
silsila jab tirii baato.n kaa javaa.n hotaa hai
tab har ik jaam-ba-kaf jaane kahaa.n hotaa hai
Mushtaq Naqvi
Ghazal
mahshar me.n paa.ii jaam-ba-kaf-huur zaahido
achchhe rahe yahaa.n bhii tumhaarii du.aa se ham
Riyaz Khairabadi
Ghazal
phir jaam-ba-kaf ho ga.ii har chiiz 'asar' aaj
yaad aa ga.e phir madh-bharii aa.nkho.n ke ishaare
Asar Rampuri
Ghazal
ham agar jaam-ba-kaf raqs na karte rahte
terii raaho.n me.n sitaare na gul-e-tar hote