SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिनाँ"
Ghazal MATCHES FOR "जिनाँ"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hausla ho to u.Do mere tasavvur kii tarah
merii taKH.iil ke gulzaar-e-jinaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
har ik ke haath faqat Gaflate.n thii.n hosh-numaa
ki apne aap se begaana-vaar jiinaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
jo ho to shauq hii ho kuu-e-yaar kaa haadii
kisii ko varna sabiil-e-jinaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
huuraan-e-jinaa.n ne hame.n aa.nkho.n pe biThaayaa
dekhe to ko.ii martaba tere shohdaa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
yaa-rab hariiq-e-sho.ala-e-ishq-e-butaa.n rahuu.n
dozaKH kii aag le ke muqiim-e-jinaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
ham to samjhe the ki dushman pe uThaayaa KHanjar
tum ne jaanaa ki hamii.n tum pe hai.n marne vaale
Riyaz Khairabadi
Ghazal
rakkhaa jinaa.n me.n bhii hame.n maGmuum taa-abad
iqraar ham se le ke hamaare gunaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
rah jaanaa piichhe jism kaa jaa.n se ajab nahii.n
kis kaarvaa.n kii gard pas-e-kaarvaa.n na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
na mohtasib kii na huur-o-jinaa.n kii baat karo
mai-e-kuhan kii nigaar-e-javaa.n kii baat karo
Abdul Majeed Salik
Ghazal
rashk-e-jinaa.n chaman ko banaanaa basant kaa
har har kalii me.n rang dikhaanaa basant kaa