SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिया"
Ghazal MATCHES FOR "जिया"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaise bhar aa.ii.n sar-e-shaam kisii kii aa.nkhe.n
kaise tharraa.ii charaaGo.n kii ziyaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
kitnaa achchhaa thaa ki ham bhii jiyaa karte the 'faraaz'
Gair-maaruuf se gumnaam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
jiitne me.n bhii jahaa.n jii kaa ziyaa.n pahle se hai
aisii baazii haarne me.n kyaa KHasaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
hai yuu.n bhii ziyaa.n aur yuu.n bhii ziyaa.n
jii jaa.o to kyaa mar jaa.o to kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tum mohabbat me.n kahaa.n suud-o-ziyaa.n le aa.e
ishq kaa naam KHirad hai na junuu.n hai yuu.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
tire ziyaa.n pe mai.n apnaa ziyaa.n na kar baiThuu.n
ki mujh muriid kaa murshid 'uvais-qarnii' hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mai.n jis ko likhne ke armaan me.n jiyaa ab tak
varaq varaq vo fasaana bikhar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
gar Gam-e-suud-o-ziyaa.n hai to Thahar jaa ai jaa.n
ki isii mo.D pe yaaro.n se hu.e yaar judaa