SEARCH RESULTS
Showing search results for "जुनून-ए-शौक़"
Ghazal MATCHES FOR "जुनून-ए-शौक़"
Ghazal
raah-e-junuun-e-shauq me.n ham 'umr-bhar chale
lekin KHabar nahii.n hai kidhar the kidhar chale
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
mere junuun-e-shauq ko itnii sii kaa.enaat bas
kaar-e-daraaz ke liye chhoTii sii ye hayaat bas
Afeef Siraj
Ghazal
jab se junuun-e-shauq ke mehvar badal ga.e
chehro.n ke phuul qad ke sanobar badal ga.e
Mahmood-ul-Hasan
Ghazal
mere junuun-e-shauq kaa aalam hii aur thaa
vo ibtidaa-e-ishq kaa mausam hii aur thaa
Rafeeq Jabir
Ghazal
junuun-e-shauq mirii hasrato.n se kam kyo.n ho
vafaa kii raah me.n ye laGzish-e-qadam kyo.n ho
Majeed kham Ganwi
Ghazal
Ishaq Nashad
Ghazal
junuun-e-shauq kii sar-gardiyaa.n kahaa.n tak hai.n
fareb-e-husn tirii bastiyaa.n kahaa.n tak hai.n
Noman Anwar
Ghazal
Shahid Bhopali
Ghazal
Nashtar Qaimganjvi
Ghazal
junuun-e-shauq me.n apnii girah se kyaa na gayaa
ye aur baat ki ab tak vo hauslaa na gayaa
Shareef Munawwar
Ghazal
mujh par junuun-e-shauq kaa kyuu.n-kar asar Galat
gar ye Galat to raah Galat raahbar Galat
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
Sabir Dehlavi
Ghazal
junuun-e-shauq kii daar-o-rasan kii baat chalii
hamaare baa'd hamaare chalan kii baat chalii
Murtaza Ali Shad
Ghazal
Muslim Ansari
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
junuun-e-shauq-e-mohabbat kii aagahii denaa
KHudii bhii jis pe ho qurbaa.n vo be-KHudii denaa