SEARCH RESULTS
Showing search results for "जुस्तुजुएँ"
Ghazal MATCHES FOR "जुस्तुजुएँ"
Ghazal
Azad Ansari
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
kabhii uTThe to garm-e-justujuu-e-dost me.n uTThe
kabhii baiThe to mahv-e-aarzuu-e-yaar baiThe hai.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
jalaa hai jism jahaa.n dil bhii jal gayaa hogaa
kuredte ho jo ab raakh justujuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
justujuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne
is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne
Shahryar
Ghazal
ab ishq us maqaam pe hai justujuu-navard
saaya nahii.n jahaa.n ko.ii naqsh-e-qadam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
shaayad vo mil hii jaa.e magar justujuu hai shart
vo apne naqsh-e-paa to miTaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
justujuu ne kisii manzil pe Thaharne na diyaa
ham bhaTakte rahe aavaara KHayaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mirii tarah se mah-o-mehr bhii hai.n aavaara
kisii habiib kii ye bhii hai.n justujuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
tere baGair bhii to Ganiimat hai zindagii
KHud ko ga.nvaa ke kaun tirii justujuu kare
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh se adaa hu.aa hai 'jigar' justujuu kaa haq
har zarre ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai justujuu ki KHuub se hai KHuub-tar kahaa.n
ab Thahratii hai dekhiye jaa kar nazar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ham tujh se kis havas kii falak justujuu kare.n
dil hii nahii.n rahaa hai ki kuchh aarzuu kare.n