SEARCH RESULTS
Showing search results for "तज्वीज़"
Ghazal MATCHES FOR "तज्वीज़"
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
le tuu hii bhej de ko.ii paiGaam-e-talKH ab
tajviiz zahr hai tire biimaar ke liye
Momin Khan Momin
Ghazal
mukaafaat-e-amal KHud raasta tajviiz kartii hai
KHudaa qaumo.n pe apnaa faisla jaarii nahii.n kartaa
Aasi Karnali
Ghazal
sharaab se ko.ii raGbat nahii.n hai muhtasibo
hakiim ne hame.n tajviiz ye davaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n anokhe jurm kii tajviiz thii
sirf dekhaa thaa use us kaa badan mailaa hu.aa
Saqi Faruqi
Ghazal
maut se ba.Dh ke tiraa hijr mujhe kyaa degaa
aur tajviiz karo ko.ii sazaa mere liye
Faysal sahib
Ghazal
har jurm-o-KHataa se mire vaaqif hai vo phir bhii
tajviiz mare naam sazaa bhii nahii.n kartaa
Firdaus Gayavi
Ghazal
KHud hii tasliim bhii kartaa huu.n KHataa.e.n apnii
aur tajviiz bhii kartaa huu.n sazaa.e.n apnii
Mohsin Asrar
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ai dil-e-va.ada-talab phir ko.ii tajviiz-e-vafaa
ik nazar aur bhii taa.iid-e-nazar hone tak
Karrar Noori
Ghazal
Saima Jabeen Mahak
Ghazal
KHud apne liye aap sazaa bhii karo tajviiz
munsif bhii bano ujratii jallaad bhii rakkho
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
muztarib dil ko mire aaraam aa hii jaa.egaa
kiijiye tajviiz ko.ii to davaa mere liye
Ejaz Quraishi
Ghazal
Balraj Bakhshi
Ghazal
un aa.nkho.n kii hairat aur dabiiz karuu.n
kyuu.n na tujhe bhii aa.iina tajviiz karuu.n