SEARCH RESULTS
Showing search results for "तनफ़्फ़ुस"
Ghazal MATCHES FOR "तनफ़्फ़ुस"
Ghazal
Arifa Shahzad
Ghazal
abhii to vaqt tanaffus ke saath chaltaa hai
zaraa Thahar ki mai.n is jism se rihaa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ik qadam aur sahii shahr-e-tanaffus se udhar
ik safar aur sahii kuucha-e-jaa.n se aage
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
maut kahte hai.n jise zabt kii takmiil na ho
ki tanaffus pe bhii fariyaad kaa dhokaa hai mujhe
Hari Chand Akhtar
Ghazal
zindagii naam tanaffus kaa nahii.n hai jaanaa.n
shikva be-jaa hai ki bin tere bhii mai.n zinda huu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
kuchh ujrat-e-hastii bhii nahii.n apne mutaabiq
kuchh kaar-e-tanaffus me.n mashaqqat bhii bahut hai
Ghazanfar Hashmi
Ghazal
apnaa hii zor-e-tanaffus na miTaa de mujh ko
in dino.n zad pe mirii KHema-e-jaa.n hai meraa
Aslam Mahmood
Ghazal
qalb se uThtii hu.ii shaaKH-e-tamavvuj hukm de
kyaa tanaffus ke sharar se baaG saaraa phuu.nk duu.n
Ahmad Jahangir
Ghazal
kis kii naved-e-aamad-o-aamad hai ai KHudaa
kyo.n aag sii lagii hai tanaffus ke taar me.n
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
zinda huu.n ab bhii gar hai tanaffus kaa naam ziist
siine me.n ko.ii chiiz jo zinda thii mar ga.ii
Muslim Saleem
Ghazal
ye kis ne zahr milaayaa hai jaam-e-hastii me.n
ab aisaa talKH tanaffus kaa zaa.iqa kyo.n hai
Pinhaan
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
charaaG-e-tanaffus bujhaa chaahtaa hai
KHudaa jaane ab kyaa KHudaa chaahtaa hai