SEARCH RESULTS
Showing search results for "तर्ज़-ए-जफ़ा"
Ghazal MATCHES FOR "तर्ज़-ए-जफ़ा"
Ghazal
ye nayaa zulm na.ii tarz-e-jafaa hai ki nahii.n
vo buraa kah ke ye kahte hai.n sunaa hai ki nahii.n
Nooh Narvi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
'asad' farefta-e-intiKHaab-e-tarz-e-jafaa
vagarna dilbarii-e-vaada-e-vafaa ma.aluum
Mirza Ghalib
Ghazal
vo bhuule jaate hai.n tarz-e-jafaa-e-be-jaa ko
ham apnaa zor-e-vafaa aazmaa.e jaate hai.n
Bedil Azimabadi
Ghazal
apnaa.o na tum aam hasiino.n kii adaa.e.n
usluub-e-sitam aur ko.ii tarz-e-jafaa aur
Naim Siddiqi
Ghazal
un aa.nkho.n me.n ham ne hayaa dekh lii hai
niraalii sii tarz-e-jafaa dekh lii hai
Shanti Lal Malhotra
Ghazal
ye tarz-e-jafaa kis sikhaa.ii thii sitam-gar
sau zulm hu.e ek bhii ilzaam na aayaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
ik na.ii tarz-e-jafaa ishq me.n iijaad hu.ii
us ne siikhaa hai jafaa.o.n pe pashemaa.n honaa
Jaleel Qidwai
Ghazal
shukriya terii navaazish kaa magar kyaa kahiye
ye navaazish bhii to ik tarz-e-jafaa lagtii hai
Nazim Sultanpuri
Ghazal
kaun is tarz-e-jafaa-e-aasmaa.n kii daad de
baaG saaraa phuu.nk Daalaa aashiyaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
yaar ko tarz-e-jafaa se nahii.n rakhne kaa baaz
naasehaa har gha.Dii mujh ko hii to samjhaavegaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
go taab nahii.n aur sitam sahne kii phir bhii
ahbaab kii har tarz-e-jafaa mere liye hai
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
jo terii tarz-e-jafaa se hamaaraa haal hu.aa
zabaa.n pe laa.e.n ye us me.n qabaahate.n hai.n bahut
Arsh Siddiqui
Ghazal
tarz-e-jafaa bhii bhuul ga.ii kyaa vafaa ke saath
dil-daar gar nahii.n ho dil-aazaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
Jaleel Qidwai
Ghazal
phir le chalaa hai kal mujhe kyuu.n bazm-e-yaar me.n
iijaad us ne kyaa ko.ii tarz-e-jafaa kiyaa
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
kyaa tujh ko vafaa.o.n kii adaa yaad rahegii
mujh ko to tiraa tarz-e-jafaa yaad hai ab tak
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
is daur me.n ye tarz-e-jafaa aazmaa ke dekh
dil ke bajaa.e dil ke sukuu.n ko miTaa ke dekh
Fani Badayuni
Ghazal
yaa sikhaanii na thii us shoKH ko ye tarz-e-jafaa
yaa na denaa thaa ilaahii dil-e-naalaa.n mujh ko