SEARCH RESULTS
Showing search results for "तवाफ़-ए-कू-ए-मलामत"
Ghazal MATCHES FOR "तवाफ़-ए-कू-ए-मलामत"
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n ab tavaaf-e-kuu-e-malaamat se hai gurez
kyaa vo junuun-e-kuucha-e-jaanaa.n nahii.n rahaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
naa-tavaa.n ye aur manzil ishq kii dushvaar-tar
chalte chalte thak na jaa.e.n rah-ravaan-e-dost
Rasheed Rampuri
Ghazal
kabhii idhar jo sag-e-kuu-e-yaar aa niklaa
gumaa.n hu.aa mire viiraane me.n humaa niklaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
chhe.Daa hii kyo.n havaa-e-rah-e-kuu-e-yaar ne
andher kar diyaa mirii musht-e-Gubaar ne
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
hamdam hadiis-e-kuu-e-malaamat sunaa.iyo
dil ko lahuu kare.n yaa garebaa.n rafuu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ho gayaa KHaak rah-e-kuu-e-malaamat 'aKHtar'
raah par laa.e.n jo ahbaab to laa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
tanhaa hii nikalte hai.n sar-e-kuu-e-malaamat
hamraah kabhii zillat-o-KHvaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
hazrat-e-dil to sag-e-kuu-e-malaamat Thahre
aa gayaa aap ko aaraam jab us ne dekhaa
Abdullah Saqib
Ghazal
na zikr-e-ku-e-malaamat karo ki diivaano
KHirad kii raah se aage nikal ga.e ham bhii
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
kyaa jaaniye kis dasht kaa paivand hu.aa hai
ik shaKHs sar-e-kuu-e-malaamat nahii.n ab ke
Lutf-ur-rahman
Ghazal
Shaukat Hashmi
Ghazal
charaaG-e-raah ke bujhne se kuchh nahii.n hotaa
pa shaam-e-ku-e-malaamat KHaraab hotii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
zamiin-e-kuu-e-malaamat bhii KHair raah me.n thii
kahaa.n kahaa.n liye mauj-e-KHiraam-e-yaar ga.ii