SEARCH RESULTS
Showing search results for "तश्दीद"
Ghazal MATCHES FOR "तश्दीद"
Ghazal
apne lahje ke talaffuz se ye tashdiid haTaa
dekh alfaaz ke chehro.n pe kahii.n shad hii nahii.n
Babar Ali Asad
Ghazal
sochtaa huu.n sochnaa bhii aadmii kaa jurm hai
har yaqii.n taalib hai mere fikr kii tahdiid kaa
Hidayatullah
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tardiid to kar saktaa thaa phailegii magar baat
is taur bhii hogii tirii rusvaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
hu.ii to hai yuu.nhii tardiid-e-ahd-e-lutf-o-karam
dabii zabaan se iqraar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Faragh Rohvi
Ghazal
har ek saa.ns hai tajdiid-e-yaad-e-ayyaamii
guzar gayaa vo zamaana jise guzarnaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na laa.ii shoKHi-e-andesha taab-e-ranj-e-naumiidii
kaf-e-afsos milnaa ahd-e-tajdiid-e-tamannaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tajdiid-e-'ishq kyaa ho ke barso.n guzar ga.e
tujh se ko.ii suKHan bhii mirii jaa.n kiye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
tajdiid-e-ahd-e-ishq hu.ii aaj yuu.n 'shamiim'
nazre.n milii.n salaam kiyaa aur ro diye
Shamim Jaipuri
Ghazal
aa.o tajdiid-e-vafaa phir se kare.n ham varna
baat kuchh aur ulajh jaa.egii suljhaane se
Naseer Arzoo
Ghazal
tuu Thiik kahtaa hai ai dost Thiik kahtaa hai
ki ham hii qaabil-e-tajdiid-e-dostii na rahe
Mahmood Ghazni
Ghazal
insaan ko insaan se takliif hai 'aKHgar'
insaan ko tajdiid-e-mohabbat kii du.aa do
Haneef Akhgar
Ghazal
bil-ehtimaam zulm kii tajdiid kii ga.ii
aur ham ko sabr-o-zabt kii taakiid kii ga.ii
Iqbal Azeem
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
dekhaa kiye hamaarii taraf bazm-e-Gair me.n
tajdiid-e-rasm-o-raah na kii ham bhii chup rahe
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dil agar kuchh maa.ng lene kii ijaazat maa.ngtaa
ye mohabbat-zaad tajdiid-e-mohabbat maa.ngtaa
Pirzada Qasim
Ghazal
sar uThaatii hai vo tajdiid kii KHvaahish mujh me.n
naqsh-gar sochne lagtaa hai dobaara mujh ko