SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताक़त"
Ghazal MATCHES FOR "ताक़त"
Ghazal
rahii na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhii
to kis umiid pe kahiye ki aarzuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
pursish-e-haal ko tum aa.oge us vaqt mujhe
lab hilaane kii bhii taaqat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
dil ko niyaaz-e-hasrat-e-diidaar kar chuke
dekhaa to ham me.n taaqat-e-diidaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
zamaane ko hilaa dene ke daave baa.ndhne vaalo
zamaane ko hilaa dene kii taaqat ham bhii rakhte hai.n
Josh Malsiani
Ghazal
kahte hai.n jab rahii na mujhe taaqat-e-suKHan
jaanuu.n kisii ke dil kii mai.n kyuu.nkar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kyuu.n jal gayaa na taab-e-ruKH-e-yaar dekh kar
jaltaa huu.n apnii taaqat-e-diidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
u.D baiThe kyaa samajh ke bhalaa tuur par kaliim
taaqat ho diid kii to taqaazaa kare ko.ii