SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताबिंदा-तर"
Ghazal MATCHES FOR "ताबिंदा-तर"
Ghazal
jazb ho kar rah gayaa huu.n mai.n jamaal-e-dost me.n
ishq hai taabinda-tar paa.inda-tar mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
sub.h ko niklaa thaa garche karr-o-far se aaftaab
mu.nh phiraayaa ho KHajil us ishva-gar se aaftaab
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
zindagii guzrii mirii KHushk shajar kii suurat
mai.n ne dekhii na kabhii barg-o-samar kii suurat
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
ik shab-e-taariik ham manzil pe yuu.n laa.e ga.e
qaid se nikle to ik maqtal me.n pahu.nchaa.e ga.e
Talat Irfani
Ghazal
Shifa Gwaliari
Ghazal
dariyaa ko jo ik nuur kaa dariyaa na banaa de
gumnaam tah-e-aab vo taabinda guhar kyaa
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
kab hogii KHatm 'taahira' shaam-e-Gam-e-hayaat
ab tak numuud-e-sub.h ke aasaar bhii nahii.n
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
jab 'taahira' milegaa na ne'mul-badal miraa
yaad aa.e.ngii zamaane ko tab KHuubiyaa.n mirii
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
sar-taa-ba-qadam ek hasii.n raaz kaa aalam
allaah re ik fitnagar-e-naaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
zaat se taa-ba-had-e-zaat guzar jaa.uu.n mai.n
mujh ko itnaa na sameTo ki bikhar jaa.uu.n mai.n
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
tab karaa.n taa-ba-karaa.n sub.h kii aahaT guu.njii
aaftaab ek dhamaake se ufuq par aayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jaag uThe to kahaa.n aalam-e-naira.ng-e-KHayaal
taabish-e-mahfil-e-anjum hai sahar hone tak
Mohan Singh Deewana
Ghazal
sub.h kii tarah jhamaktaa hai shab-e-Gam kaa ufuq
'faiz' taabindagii-e-diida-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHaamosh hai.n KHaamosh magar dekh rahe hai.n
ham dekhne vaalo.n kii nazar dekh rahe hai.n