SEARCH RESULTS
Showing search results for "तेज़ाब"
Ghazal MATCHES FOR "तेज़ाब"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
ye ashk dil pe gire.n to bahut chamaktaa hai
kabhii ye aa.ina tezaab se nikhaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kaise aa.nkho.n me.n utarte hai.n lahuu ke qatre
kaise bantaa hai ye tezaab dikhaate hai.n tumhe.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
dostii ke na.e aadaab liye phirte hai.n
log ab itr me.n tezaab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
ab pareshaan saa phirtaa hai zamaane bhar me.n
zaKHm-e-dil par mire tezaab lagaane vaalaa
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
ye ashk dil pe gire.n to bahut chamaktaa hai
kabhii ye aa.ina tezaab se nikhaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
be-naam sii ik aag jalaatii rahii mujhe
KHuu.n ke bajaa.e jism me.n tezaab saa rahaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
kab taalib-e-raahat hu.e zaKHmii-e-mohabbat
marham kii jo haajat hu.ii tezaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Aamir Suhail
Ghazal
ishq me.n haar bhii mumkin hai magar badle me.n
phuul se chehro.n pe tezaab na Daalaa jaa.e
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
tezaab chhi.Dke jaa.e.nge ruu-e-gulaab par
sunte hai.n gulsitaa.n me.n vo tashriif laa.e hai.n
Khursheed Ahmad Malik
Ghazal
jaane kis pal mire chehre kaa biga.D jaa.e naqsh
apne haatho.n me.n vo tezaab liye phirte hai.n