SEARCH RESULTS
Showing search results for "थामना"
Ghazal MATCHES FOR "थामना"
Ghazal
use pataa hai kahaa.n haath thaamnaa hai miraa
use pataa hai kahaa.n pe.D suukh jaataa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
ai aarzu-e-qatl zaraa dil ko thaamnaa
mushkil pa.Daa miraa mire qaatil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
aksar naqaab-e-zabt hame.n thaamnaa pa.Daa
jab bhii fasiil-e-shab ko hame.n phaa.ndnaa pa.Daa
Kishwar Naheed
Ghazal
sa.i-e-laa-haasil mudaavaa-e-mariiz-e-ishq hai
thaamnaa mumkin nahii.n girtii hu.ii diivaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Iqbal Kausar
Ghazal
ek KHushbuu ban ke guzre sar se saare garm o sard
us kaa chehra thaamnaa aur pyaar kar lenaa miraa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
thaamnaa mushkil dil-e-muztar ko shaam-e-Gam hu.aa
yaad aate hii kisii kii hashr kaa aalam hu.aa
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
vo meraa haath bahut kas ke thaamnaa us kaa
bataa rahaa hai ki vo kuchh Daraa Daraa saa hai
Sapna Jain
Ghazal
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
mo.ajiza thaa aap kaa haatho.n ko mere thaamnaa
phir to jaise zindagii me.n ko.ii pech-o-KHam na thaa
Farzana Ejaz
Ghazal
Qazi Jalal Haripuri
Ghazal
ik sa.ii-e-raa.egaa.n hai shu.aa.o.n ko thaamnaa
taariikiyaa.n hai.n un se kujaa mo'atabar janaab
Hamdoon Usmani
Ghazal
qadam uThe hai.n na.ii raah par to 'azm ye hai
ba.Dhuu.n ki parcham-e-ehsaas thaamnaa hai mujhe
Humaira Rahman
Ghazal
thaamnaa hai tujhe ik dushman-e-bad-tiinat ko
parcham-e-hind shujaa'at kaa phareraa ban jaa