SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरबार-दारी"
Ghazal MATCHES FOR "दरबार-दारी"
Ghazal
jin kii saarii zindagii darbaar-daarii me.n kaTii
un ko rusvaa bar-sar-e-darbaar honaa thaa hu.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
zahr hai fan ke liye darbaar-daarii kaa mizaaj
kam-tariin-e-shart-e-goyaa.ii hai iKHlaas-e-bayaa.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
kaun kartaa sar-e-darbaar himaayat merii
taKHta-e-daar pe khii.nchii ga.ii jur.at merii
Zameer Ahmad Zameer
Ghazal
mujh ko ko.ii bhii sila milne me.n dushvaarii na thii
sab hunar aate the lekin 'aql se yaarii na thii
Hasan Naim
Ghazal
Ahmad Javaid
Ghazal
raast-baazii kar agar naamvarii hai darkaar
daar se KHalq me.n aavaaz-e-mansuur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
mai.n ko.ii dasht mai.n diivaar nahii.n kar saktaa
shahr ab mujh pe kabhii vaar nahii.n kar saktaa
Moid Rasheedi
Ghazal
yuu.n to hai sahl har ik kaam kaa aasaa.n honaa
maulvii ke liye dushvaar hai insaa.n honaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
soch kaa saaniya dam bhar ko gayaa yaar ke paas
paa.nv be-saaKHta le aa.e mujhe kaar ke paas
Mansoor Aafaque
Ghazal
Dar nahii.n mujh ko gunaaho.n kii giraa.n-baarii kaa
terii rahmat hai sabab merii subuksaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
zamaane ke darbaar me.n dast-basta hu.aa hai
ye dil us pe maa.il magar rafta rafta hu.aa hai
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
aaj gum-gashta KHayaalaat ne chau.nkaayaa hai
phir ko.ii dasht-e-junuu.n se mujhe le aayaa hai