SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरिया-ए-नील"
Ghazal MATCHES FOR "दरिया-ए-नील"
Ghazal
ka.ii zamaano.n ke dariyaa-e-niil chho.D gayaa
vo vaqt thaa jo mujhe laakho.n miil chho.D gayaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
utar gayaa hai payambar ko.ii mire andar
Thahar gayaa huu.n mai.n dariyaa-e-niil kii suurat
Azm Shakri
Ghazal
misr-e-jaa.n 'saaqib' sabz o shaadaab hu.aa
jab se aa.nkh mirii dariyaa-e-niil hu.ii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
zulm-o-sitam ne misr pe qabza jamaa liyaa
muusaa ke intizaar me.n dariyaa-e-niil hai
Irfan Jafari
Ghazal
rahii ye aas ki sairaab hogii kisht-e-hayaat
so jauha.Do.n ko bhii dariyaa-e-niil likhte rahe
Ahmad Fakhir
Ghazal
misr-e-jaa.n 'saaqib' sabz-o-shaadaab hu.aa
aa.nkh mirii jab se dariyaa-e-niil hu.ii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Tanveer Monis
Ghazal
rakhnaa qadam chaman me.n KHizaa.n dekh-bhaal kar
dariyaa-e-rang-o-buu me.n hai girdaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qadmo.n se itnaa duur kinaara kabhii na thaa
naa-qaabil-e-ubuur ye dariyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
fir’aun kii aulaad ga.ii shams-o-qamar tak
aur aal-e-nabii niil ke saahil pe kha.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jo the mahruum-e-anaa jaa kar samundar me.n gire
ek dariyaa ne magar apnii ravaanii chho.D dii