SEARCH RESULTS
Showing search results for "दश्त-ए-तसव्वुर"
Ghazal MATCHES FOR "दश्त-ए-तसव्वुर"
Ghazal
vo jis se shahr-e-'tasavvur' me.n raushnii hotii
sitaara aisaa ko.ii aasmaa.n me.n thaa hii nahii.n
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
bataa rahe hai.n 'tasavvur' ye shahr ke haalaat
kisii kii pusht pe dast-e-yaziid rakkhaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
tamaam umr 'tasavvur' ridaa-e-baKHt-e-siyaah
mashaqqato.n ke lahuu se ujaalte guzrii
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
kyaa ajab tasavvur hai ham talab ke maaro.n kaa
hiddat-e-tamannaa se aasmaa.n pighal jaa.e
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
namaaz-e-shab kaa sajda huu.n 'tasavvur'
azaan-e-sub.h kii takbiir huu.n mai.n
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
na jaane kitne saraabo.n kaa pesh-KHema hai
hamaare dasht-e-tasavvur me.n ik Gazaal-e-KHutan
Ram Parkash Rahi
Ghazal
raat bhar dasht-e-tasavvur me.n bhaTakte hii rahe
jaane kyaa un se hu.ii baat ki ham so na sake
Aziz Tamannai
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
pa.Dhte rahe daruud hai dasht-e-arab gavaah
ye baat hai Galat ki hajar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Ibn-e-Raza
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dhuup hii dhuup me.n zehno.n ko safar karnaa hai
dasht-e-ehsaas me.n diivaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
saare din karte hai.n ham dasht-e-tamannaa kaa safar
gard chehre pe liye shaam ko ghar aate hai.n