SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिरम"
Ghazal MATCHES FOR "दिरम"
Ghazal
duniyaa kaa ko.ii daaG mire dil ko kyaa lage
maa.ngaa na ik diram bhii kabhii is baKHiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
'miir' ke sadqe mire harf ko darveshii mile
duur mujh se havas-e-daam-o-diram ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
yuusuf nahii.n jo haath lage chand diram se
qiimat jo do aalam kii hai bai.aana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hisaab dil kaa rakhe.n ham ki dahr kaa 'baabar'
shumaar daaG kiye jaa.e.n yaa diram kiye jaa.e.n
Idris Babar
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
manzil daraaz-o-duur hai aur ham me.n dam nahii.n
huu.n rail par savaar to daam-o-diram nahii.n
Ismail Merathi
Ghazal
kaavish-e-besh-o-kam kii baat na kar
chho.D daam-o-diram kii baat na kar
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
hai.n talabgaar mohabbat ke miyaa.n jo ashKHaas
vo bhalaa kab talab-e-daam-o-diram karte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tujh ko bhii ishq-e-butaa.n kaa maza kuchh ho ma.aluum
tere palle ho.n agar daam-o-diram ai naaseh
Shauq Bahraichi
Ghazal
Gair vaslat ke tire aur na KHvaahish apnii
kyaa talaa nuqra-o-diinaar-o-diram chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
ham ne har saa.ns ko sadqa kiyaa duniyaa pe tirii
haa.n hisaab-e-diram-o-daam abhii baaqii hai
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
raah-e-talab me.n daam-o-diram chho.D jaa.e.nge
likh lo hamaare sher ba.De kaam aa.e.nge
Junaid Akhtar
Ghazal
piir-e-falak kisii ko na degaa zar-e-nujuum
ya.anii diram hai.n ye kaf-e-dast-e-KHasiis ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jo parii-paikar nazar aaya vo hai zar kaa mutii.a
har diram goyaa sulaimaa.n kaa nagiina ho gayaa