SEARCH RESULTS
Showing search results for "दूर-अंदेश"
Ghazal MATCHES FOR "दूर-अंदेश"
Ghazal
duur-andesh mariizo.n kii ye aadat dekhii
har taraf dekh liyaa jab tirii suurat dekhii
Josh Malihabadi
Ghazal
aur hii Dha.ng se tanziim-e-gulistaa.n hotii
duur-andesh agar ahl-e-gulistaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
aur hii Dha.ng se tanziim-e-gulistaa.n hotii
duur-andesh agar ahl-e-gulistaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
duur-andesh hai diivaangii dil kii jaanam
naam rusvaa ho tire saath to ho jaane de
Shaista Mufti
Ghazal
kaise duur-andesh munsif the ki insaafan mujhe
maante the be-KHataa lekin rihaa karte na the
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
sahar hote hii ham yakjaa subuu-o-jaam karte hai.n
savere hii se duur-andesh fikr-e-shaam karte hai.n
Sahir Siyalkoti
Ghazal
ahd-e-sad-maslahat-andesh nibhaanaa pa.Degaa
muskuraane ke liye Gam ko bhulaanaa pa.Degaa
Ali Yasir
Ghazal
Shifa Gwaliari
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
junuu.n me.n mashq-e-tasavvur ba.Dhaa rahaa huu.n mai.n
vo paas aa.e to ab duur jaa rahaa huu.n mai.n
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
duur-andeshii-e-ulfat ne kiyaa hai mohtaat
ham nigaaho.n me.n tirii raahguzar rakhte hai.n
Muneer Bhopali
Ghazal
na ho mizaaj me.n aisii bhii duur-andeshii
ki sub.h se ko.ii nikle charaaG-e-shaam liye