SEARCH RESULTS
Showing search results for "धरम"
Ghazal MATCHES FOR "धरम"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
mandiro.n me.n sa.nkh baaje masjido.n me.n ho azaa.n
shaiKH kaa dharm aur diin-e-barhaman aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
kabhii mandir kabhii masjid pe hai is kaa baseraa
dharam insaaniyat kaa bas kabuutar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
le kar haram me.n shaiKH gayaa diin kii talab
panDit ko but-kade me.n dharam kii talaash hai
Fana bulandshahri
Ghazal
chaahaa hai tujh ko tujh pe luTaa.ii hai zindagii
tere 'alaava kuchh miraa diin-o-dharam nahii.n
Fana bulandshahri
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
kaun se maz.hab me.n likkhaa hai ki nafrat dharm hai
mil ke is duniyaa se nafrat ko miTaanaa chaahiye
Akhtar Azad
Ghazal
dharm ke naam pe KHuu.n kitnaa bahaa.oge miyaa.n
pyaar ke jaam lu.nDhaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
mai-kadaa saare masaa.il ko miTaa detaa hai
mas.ala dii.n kaa vahaa.n hai na dharam shaam ke ba.ad
Abdul Qadir
Ghazal
iimaan o dharam taak pe dekho to 'akelaa'
paise ke liye aadmii paglaayaa bahut hai