SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़ीर"
Ghazal MATCHES FOR "नज़ीर"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
in a.ndhero.n se hii suuraj kabhii niklegaa 'naziir'
raat ke saa.e zaraa aur nikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hai agar hasii.n banaanaa tujhe apnii zindagii ko
to 'naziir' is jahaa.n ko na samajh jahaan-e-faanii
Nazeer Banarasi
Ghazal
hu.aa na mujh ko KHumaar aaKHir un sharaabo.n kaa
'naziir' aah isii roz ko mai.n rotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
qayaas qaid tanaasub shabiih saj.a naziir
kalii ko chuumaa to jaise kalii kalii se milii
Shahzad Qais
Ghazal
'naziir' apnaa to ma.ashuuq KHuubsuurat hai
jo husn us me.n hai aisaa ko.ii ajiib na ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na jaane kaun saa jazba thaa jis ne KHud hii 'naziir'
mirii hii zaat kaa dushman banaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Ghazal
'naziir' aaj hii chal kar buto.n se mil liije
phir ishtiyaaq kaa aalam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kisii se baat jo kii hai to vo KHafaa hai.n 'naziir'
kisii ko dost banaate to aur kyaa karte
Nazeer Banarasi
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
aaKHir isii bahaane milaa yaar se 'naziir'
kap.De balaa se phaT ga.e saudaa to paT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
merii aa.nkho.n ko mirii shakl dikhaa de ko.ii
kaash mujh ko miraa ehsaas dilaa de ko.ii
Nazeer Qaisar
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
shahaadate.n mire haq me.n tamaam jaatii thii.n
magar KHamosh the munsif naziir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
mohabbat ke baazaar me.n ai 'naziir' ab
mai.n aajiz Gariib apnii jaa.n bechtaa huu.n