SEARCH RESULTS
Showing search results for "नर्गिस-ए-राना"
Ghazal MATCHES FOR "नर्गिस-ए-राना"
Ghazal
chhalak ke kam na ho aisii ko.ii sharaab nahii.n
nigaah-e-nargis-e-ra.anaa tiraa javaab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik roz hu.e the kuchh ishaaraat KHafii se
aashiq hai.n ham us nargis-e-raanaa ke jabhii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sabz baaG aataa hai duniyaa kaa nazar jab 'ra.anaa'
yaad aatii hai bahut hasrat-e-shaddaad mujhe
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
faKHr se bazm-e-butaa.n me.n vo kahaa karte hai.n
pyaar kuchh roz se ab karte hai.n 'ra.anaa' mujh ko
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
aaKHir mirii turbat se ugii hai gul-e-nargis
kyaa baad-e-fanaa hasrat-e-diidaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
vo zuud-ranj hai us ko na chhe.Dnaa 'ra.anaa'
maloge haath agar bar-sar-e-itaab aayaa
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
'raanaa' hai dekh dekh ke insaaniyat KHajil
is darja ho gayaa hai zavaal-e-bashar ki bas
Rana Gannauri
Ghazal
Rana Jagi
Ghazal
sab par gul-e-ra.anaa kii to hotii hai navaazish
kyaa mere muqaddar ke liye KHaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
hai ta.ng-dastiyo.n ke sabab zo'f is qadar
sab kii hai.n aa.nkhe.n nargis-e-biimaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nargis-e-mastaana me.n kaifiyat-e-jaam-e-sharaab
qaamat-e-raanaa pe aalam misra-e-ustaad kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
qasr-e-mustaqbil-e-raa.anaa bhii banaa.o yaaro
jii bahut maazii ke kha.nDaraat se ghabraataa hai
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
bulbul to bahut hai.n gul-e-raanaa nahii.n ko.ii
biimaar hazaaro.n hai.n masiihaa nahii.n ko.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Saifi Premi
Ghazal
tire takallum-e-raa.anaa-o-KHush-KHayaal kii KHair
jo aish zaKHm me.n thaa ab vo indimaal me.n hai
Kavish Abbasi
Ghazal
zulm ke saamne iKHlaas kaa parda rakh do
nok-e-har-KHaar pe barg-e-gul-e-ra.anaa rakh do
Fitrat Ansari
Ghazal
nigaah-e-saaqii-e-raa.anaa kaa ye bhii ehsaa.n hai
ba-qadr-e-zauq mai-e-aagahii nahii.n miltii
Raz Chandpuri
Ghazal
KHumaar-e-ziist sadaa.e.n tilism-e-niim-shabii
KHayaal-e-shaahid-e-raa.anaa gunah ki uzr-e-gunaah
Abrar Azmi
Ghazal
kamre me.n jo ha.nstii hu.ii aa.ii mis-e-ra.anaa
teacher ne kahaa ilm kii aafat hai to ye hai