SEARCH RESULTS
Showing search results for "नर्म"
Ghazal MATCHES FOR "नर्म"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
narm alfaaz bhalii baate.n mohazzab lahje
pahlii baarish hii me.n ye rang utar jaate hai.n
Javed Akhtar
Ghazal
raat terii yaado.n ne dil ko is tarah chhe.Daa
jaise ko.ii chuTkii le narm narm gaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
narm-o-naazuk halke-phulke ruu.ii jaise KHvaab the
aa.nsu.o.n me.n bhiigne ke baa'd bhaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
saliis shusta murassaa nafiis narm ravaa.n
dabaa ke daa.nto.n me.n aa.nchal Gazal uThaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
apne suuraj kii tamaazat kaa bharam rakhne ko
narm chhaa.nv me.n ka.Dii dhuup milaa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Ghazal
yaa itnaa saKHt-jaan ki talvaar be-asar
yaa itnaa narm-dil ki rag-e-gul se kaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ik ajiib ThanDak hai is ke narm lahje me.n
lafz lafz shabnam hai baat baat pyaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
ik na.e naam se phir apne sitaare uljhe
ye nayaa khel na.e KHvaab kaa baanii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
jo tuu ne tark-e-mohabbat ko ahl-e-dil se kahaa
hazaar narm ho ye baat khal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ka.ii ruto.n se mire niim-vaa dariicho.n me.n
Thahar gayaa hai tire intizaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
ishq kii narm-nigaahii se hinaa ho.n ruKHsaar
husn vo husn jo dekhe se nikhartaa jaa.e