SEARCH RESULTS
Showing search results for "नसीम-ए-सहरी"
Ghazal MATCHES FOR "नसीम-ए-सहरी"
Ghazal
gul yaad na amvaaj-e-nasiim-e-saharii yaad
kuchh bhii nahii.n juz aalam-e-be-baal-o-parii yaad
Shaer Fatahpuri
Ghazal
buu-e-gul rang-e-hinaa naaz-e-nasiim-e-saharii
tire afsuu.n kii sab ai dost hai afsaana-garii
Vafa Malikpuri
Ghazal
gul shagufta hai.n nasiim-e-saharii aa.ii hai
kis kii aamad hai ye kaisii chaman-aaraa.ii hai
Fazal Husain Sabir
Ghazal
kaun kahtaa hai nasiim-e-saharii aatii hai
nik.hat-e-gul me.n basii ek parii aatii hai
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
vaaqif-e-haal nasiim-e-saharii hai ki nahii.n
god phuulo.n se gulsitaa.n kii bharii hai ki nahii.n
Shakeel Nashtar
Ghazal
ai nasiim-e-saharii ham to havaa hote hai.n
dam jo ghuTtaa hai mohabbat me.n KHafaa hote hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Gash nasiim-e-saharii hai mujh par
mai.n nasiim-e-saharii par Gash huu.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
raaste chup hai.n nasiim-e-saharii bhii chup hai
jaane kis samt ga.e Thokare.n khaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
chaal me.n raqs-e-nasiim-e-saharii ke andaaz
baat karte hai.n to Guncho.n ko khilaa dete hai.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
ai rashk-e-nasiim-e-saharii kyuu.n hai mukaddar
gulshan me.n tujhe dekhte hai.n chii.n-ba-jabii.n ham
Shah Naseer
Ghazal
ko.ii ilzaam nasiim-e-saharii par na gayaa
phuul ha.nsne pe KHataavaar akelaa Thahraa
Waheed Akhtar
Ghazal
ai nasiim-e-saharii aur zaraa aahista
husn KHvaabiida hai bedaar na hone paa.e
Hakeem Zakir Tonki
Ghazal
sar-e-diivaar farozaa.n hai abhii ek charaaG
ai nasiim-e-saharii kuchh tire imkaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa KHuub hai andaaz-e-nasiim-e-saharii aaj
vo kaakul-e-pur-pech sa.nvar jaa.e to jaanuu.n
Zaheer Hasnain
Ghazal
Guncho.n ko bharii nii.nd se chau.nkaa to diyaa hai
ehsaan gulistaa.n pe nasiim-e-saharii kaa
Shauq Mahri
Ghazal
vo Dhuu.nDhne niklii hai tirii nik.hat-e-gesuu
ik roz milaa thaa mai.n nasiim-e-saharii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tosha nahii.n ko.ii nasiim-e-saharii kaa
be-raahila o zaad-e-safar kyuu.n nahii.n jaate