SEARCH RESULTS
Showing search results for "नहाना"
Ghazal MATCHES FOR "नहाना"
Ghazal
paanii se dil kii aag bujhaanaa fuzuul hai
ai shaKHs aa.nsu.o.n me.n nahaanaa fuzuul hai
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
uryaa.n-badanii par na habaabo.n kii pa.De aa.nkh
dariyaa me.n mirii jaan nahaanaa nahii.n achchhaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ye aab-diida Thahar jaa.e jhiil kii suurat
ki ek chaa.nd kaa Tuk.Daa nahaanaa chaahtaa hai
Mustafa Shahab
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
saik.Do.n log the maujuud sar-e-saahil-e-shauq
phir bhii vo shoKH mire saath nahaanaa chaahe
Zia-ul-Haq Qasmi
Ghazal
tab se hii to suukh gayaa hai vo dariyaa
jab se tum ne is me.n nahaanaa chho.D diyaa
Mohammad Ishtiyaaq Aalam
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
vo is qadar mirii aa.nkho.n ko de gayaa paanii
ki sard raato.n me.n ruKHsaar ko nahaanaa hu.aa
Mohammad Owais
Ghazal
mid.hat-e-saaqii-e-kausar tujh ko likhnii hai 'qalaq'
pahle aab-e-hauz-e-kausar se nahaanaa chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aa.nsu.o.n ke samandar nahaanaa pa.Daa
ko.ii ha.nsne kii aisii sazaa de gayaa
Abdullateef Shauq
Ghazal
nuur kii nadiyo.n me.n vo teraa nahaanaa raat-bhar
phir munavvar saa rahaa saaraa zamaana raat-bhar
Adil Mustaqueem
Ghazal
Moid Rasheedi
Ghazal
mai.n nazar bhar ke tire jism ko jab dekhtaa huu.n
pahlii baarish me.n nahaayaa saa shajar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
tamaam raat nahaayaa thaa shahr baarish me.n
vo rang utar hii ga.e jo utarne vaale the