SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाला-ए-मौज़ूँ"
Ghazal MATCHES FOR "नाला-ए-मौज़ूँ"
Ghazal
naala-e-mauzuu.n se misra.a aah kaa chaspaa.n hu.aa
zor ye pur-dard apnaa matl.a-e-diivaa.n hu.aa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
sun le.nge jo mujh Gam-zada ke naala-e-mauzuu.n
mushtaaq vo diivaan-e-hazii.n ke na rahe.nge
Hatim Ali Mehr
Ghazal
phir tasavvur ne ba.Dhaa dii naala-e-mauzuu.n kii lai
phir savaad-e-fikr se ik she'r paidaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jab tasavvur ne ba.Dhaa dii naala-e-mauzuu.n kii lai
saaz-e-be-aavaaz se ik sher paidaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tab-e-mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
tab.a mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
ye KHaas vaqto.n ke kuchh naala-haa-e-mauzuu.n hai.n
hamaare sher 'mubaarak' nahii.n safiine me.n
Mubarak Azimabadi
Ghazal
hijr-e-jaanaa.n me.n dimaaG-e-naala-e-mauzuu.n kahaa.n
aashiyaa.n apnaa banaa.e.nge anaadil se alag
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
sikhaate naala-e-shab-giir ko dar-andaazii
Gam-e-firaaq kaa us charKH ko aduu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shahiid-e-ilm bhii huu.n zinda-e-mohabbat bhii
ba-faiz-e-zauq-e-saliim-o-tabii.at-e-mauzuu.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
jo thaa so mauj-e-ra.ng ke dhoke me.n mar gayaa
ai vaa.e naala-e-lab-e-KHuunii.n-navaa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
Paikan Chandpuri
Ghazal
kyo.n ro.iye jo naala-e-dil-e-naa-rasaa hu.aa
ye sochiye ki jazb-e-mohabbat ko kyaa hu.aa
Shahid Siddiqui
Ghazal
haa.o-huu fariyaad chiiKHe.n naala-e-dil-daad-gaa.n
jhuuT hai.n saare dilaase aur sachchaa shor hai