SEARCH RESULTS
Showing search results for "निखर"
Ghazal MATCHES FOR "निखर"
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
in a.ndhero.n se hii suuraj kabhii niklegaa 'naziir'
raat ke saa.e zaraa aur nikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
dard kii dhuup se chehre ko nikhar jaanaa thaa
aa.ina dekhne vaale tujhe mar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
ziyaada umr to hotii nahii.n gulo.n kii magar
gulo.n kii tarah nikhar jaanaa chaahte hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
phir aa.iina-e-aalam shaayad ki nikhar jaa.e
phir apnii nazar shaayad taa-hadd-e-nazar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shab chaa.ndnii kii aa.nch me.n tap kar nikhar ga.ii
suuraj kii jaltii aag me.n din KHaak ho gayaa
Adil Mansuri
Ghazal
nigaah-e-yaar na ho to nikhar nahii.n paataa
ko.ii jamaal kii jitnii bhii dekh-bhaal kare
Shahzad Nayyar
Ghazal
kuchh aise dhyaan me.n chehra tiraa tuluu.a hu.aa
Guruub-e-shaam kaa manzar nikhar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
ma.aluum to karo vo parii-zaad kaun hai
aa.iina jis ko dekh ke itnaa nikhar gayaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
zaraa visaal ke baa'd aa.ina to dekh ai dost
tire jamaal kii doshiizgii nikhar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujhe to marnaa thaa Gam me.n 'fikrii'
mai.n Gam me.n jal kar nikhar rahaa huu.n