SEARCH RESULTS
Showing search results for "निशाना-ए-रश्क-ओ-हसद"
Ghazal MATCHES FOR "निशाना-ए-रश्क-ओ-हसद"
Ghazal
ham apne aap se aagaah is qadar to na the
chalo nishaana-e-rashk-o-hasad to ham bhii hai.n
Raoof Khair
Ghazal
ahl-e-irfaa.n ko parastaar-e-mohabbat paa kar
aatish-e-rashk-o-hasad me.n ka.ii asnaam jale
Basit Ujjaini
Ghazal
ye us ke rashk-o-hasad KHud use Dubo.e.nge
maregaa zahr se KHud saa.np paalne vaalaa
Vaqar Faruqi
Ghazal
kal mujh pe KHuub barse rashk-o-hasad ke patthar
taaro.n kii anjuman me.n yaado.n ke darmiyaa.n thaa
Talib Johari
Ghazal
Abdussalam Asim
Ghazal
sar-e-hastii to usii chashm-e-gurezaa.n se milaa
kyaa milaa 'rashk' sar-e-mimbar-o-mehraab mujhe
Sultan Rashk
Ghazal
'baaqar' nishaan-e-Gam-o-ranj-o-alam to ho
chho.Do kuchh aur baat karo dard kam to ho
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
hai guft-o-shuniid aise se ai 'rashk' ki jis ne
gosha-e-sunva-o-lab-e-goyaa ko banaayaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
chhuT ga.ii sohbat-e-jaanaa.n ai 'rashk'
ranj hai rabt-e-tan-o-jaa.n se hame.n
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
havaa-e-sub.h-e-numuu dushman-e-chaman kaise
shikaar-e-rashk-o-raqaabat gul-o-saman kaise
Yaqoob Rahi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
zaKHm hai.n laala-o-gul partav-e-sehn-e-gulshan
dekhiye dil kaa mire rashk-e-gulistaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
Gubaar-e-kiina-o-buGz-o-hasad se paak hai ye dil
hamaare aa.ine ne mu.nh nahii.n dekhaa kuduurat kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hai dil me.n buGz-o-'inaad-o-hasad riyaa-kaarii
unhii.n kii sirf ye 'aadat hai kyaa kiyaa jaa.e
Bismil Aazmi
Ghazal
nafrat-o-buGz-o-hasad kii vo ghuTan hai 'gulshan'
kuchh bhii ho jaa.e ye maahaul badalnaa hai mujhe