SEARCH RESULTS
Showing search results for "नीलम"
Ghazal MATCHES FOR "नीलम"
Ghazal
yaad aatii jab kabhii ehsaas kii niilam-parii
ghar ke kaale dev kaa qissa puraanaa ho gayaa
Khalid Ghani
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
ye KHaas saaz-e-azal se vo dajla-e-aaha.ng
ye niil-o-zamzam-o-kausar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Ghazal
malaal-e-saaya-e-diivaar-e-yaar ke aage
shab-e-tarab tirii niilam-parii nahii.n ko.ii shai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aa.nkho.n ke jaziiro.n pe hai.n niilam kii qataare.n
KHvaabo.n kaa janaaza hai uThaanaa to pa.Degaa
Zakir Khan Zakir
Ghazal
ai lab misii ko phe.nk ki niilam hai kam-bahaa
yaaquut de yaa de ko.ii laal-e-yaman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
terii aavaaz me.n aavaaz milaane vaalaa
ab na aa.egaa ko.ii tujh ko manaane vaalaa
Neelu Megh Neelam
Ghazal
ye kis KHayaal ke kundan se saj gayaa tan-man
bhare hai.n kaasa-e-hastii me.n kis ne niilam phir
Aleena Itrat
Ghazal
niilam kii jhalak detii hai yaaquut me.n goyaa
so tere lab-e-laal pe missii kii dha.Dii hai
Faez Dehlvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat pe majbuur ho gayaa
KHushbuu se ik gulaab bahut duur ho gayaa