SEARCH RESULTS
Showing search results for "नुदरत"
Ghazal MATCHES FOR "नुदरत"
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
shab kii bahaar sub.h kii nudrat na puuchhiye
kitnaa hasii.n hai KHvaab-e-mohabbat na puuchhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
nudrat-e-fikr ne gar saath jo chho.Daa to 'na.iim'
apne sar le.nge tatabbo kaa na ilzaam kabhii
Hasan Naim
Ghazal
KHaas andaaz se KHat likhtaa hai vo parda-nashii.n
ham use nudrat-e-paiGaam se pahchaante hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
kaisii nudrat hai us kii buu.ndo.n me.n
svarg dhartii banaa ga.ii baarish
Suman Dhingra Duggal
Ghazal
ko.ii jiddat ko.ii nudrat ko.ii paakiiza KHayaal
haa.n ko.ii baat na.ii ho to Gazal hotii hai
Riyasat Ali Taj
Ghazal
Aziz Warsi
Ghazal
aur ba.Dh jaatii jo ib.haam kii nudrat mujh me.n
ahd-e-nau ke kisii firqe kaa payambar hotaa
Haidar Ali Jafri
Ghazal
mere is lahje ko bhii ab ek nayaa aaha.ng to de
mere saare alfaaz-o-afkaar ko nudrat de saa.ii.n
Shahid Kamal
Ghazal
jab vaqt ne chhaanii hai.n 'muzaffar' kii bayaaze.n
har she'r me.n nudrat kaa dafiina nikal aayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
chaluu.n us dar pe 'nudrat' chal ke dekhuu.n
jo qismat-aazmaa.ii chaahtaa huu.n
Nudrat Kanpuri
Ghazal
aadaab-o-guftuguu me.n mataanat vahii rahii
sher-o-adab se nudrat-e-fan kaun le gayaa
Anwar panipati
Ghazal
tarz-e-ehsaas me.n nudrat thii udhar hii kitnii
fikr-o-jazabe me.n tavaazun hai idhar hii kitnaa