SEARCH RESULTS
Showing search results for "नेमत-ए-ज़ीस्त"
Ghazal MATCHES FOR "नेमत-ए-ज़ीस्त"
Ghazal
nemat-e-ziist kaa ye qarz chukegaa kaise
laakh ghabraa ke ye kahte rahe.n mar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gar chaaho mauj-e-ziist sadaa dau.Dtii rahe
sar misl-e-bahr siina-e-saahil pe chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ko.ii masarrat-e-lazzat mujhe na dard kaa Gam
mirii to ziist hii mastaana-vaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
ehtisaab-e-ziist karne ke liye baiThaa thaa mai.n
yaad aa.ii dosto.n kii kaar-farmaa.ii bahut
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
tuu payambar sahii ye mo.ajiza kaafii to nahii.n
shaa.irii ziist ke zaKHmo.n kii talaafii to nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo jhuk ga.ii jabii.n tire naqsh-e-qadam kii samt
taa-ziist phir vo aur kahii.n KHam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
masruuf-e-shukr-e-ne.mat-e-piir-e-muGaa.n rahuu.n
allaah mujh ko yuu.n hii pilaa.e jahaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
kyaa kyaa ataa-e-ne.amat-e-rabb-e-kariim hai
lekin 'samiir' dard kaa nemul-badal nahii.n
Naeem Sameer
Ghazal
use nasiib hu.ii ne.amat-e-vilaa-e-nabii
jahaa.n se 'tahniyat' is tarah shaadmaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
yaa ilaahii miraa dildaar salaamat baashad
vo valii nemat-e-diidaar salaamat baashad
Hasrat Azimabadi
Ghazal
daulat-e-qurb ho yaa ne.amat-e-irfaan-e-jamaal
sirf ik ashk nadaamat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
ne.amat-e-tark-e-talab tark-e-tamannaa maa.nge
dene vaale se jo maa.nge bhii to kyaa maa.nge
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
ye ek hii to ne.amat-e-insaa.n-navaaz thii
dil mujh ko mill gayaa to KHudaa.ii ko kyaa milaa