SEARCH RESULTS
Showing search results for "पयाम"
Ghazal MATCHES FOR "पयाम"
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
us ne sukuut-e-shab me.n bhii apnaa payaam rakh diyaa
hijr kii raat baam par maah-e-tamaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
gosh mahjuur-e-payaam o chashm-e-mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa-ummiid-vaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
qaasid nahii.n ye kaam tiraa apnii raah le
us kaa payaam dil ke sivaa kaun laa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mansuur ko hu.aa lab-e-goyaa payaam-e-maut
ab kyaa kisii ke 'ishq kaa daa'vaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
nazar nazar pe sar-e-bazm hai nazar un kii
nazar nazar me.n salaam-o-payaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye payaam de ga.ii hai mujhe baad-e-sub.h-gaahii
ki KHudii ke aarifo.n kaa hai maqaam paadshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
jau adam kii jaan hai jo hai payaam-e-zindagii
us sukuut-e-raaz us aavaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
payaam aa.e hai.n us yaar-e-bevafaa ke mujhe
jise qaraar na aayaa kahii.n bhulaa ke mujhe
Ahmad Faraz
Ghazal
sabaa bhii laa.ii na ko.ii payaam apno.n kaa
sunaa rahii hai fasaane idhar udhar ke mujhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mirā payām kahnā tū sabā muaddabāna
ki guzar gayā hai pyāre tujhe dekhe ik zamāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
payaam aayaa hai phir ek sarv-qaamat kaa
mire vujuud ko khii.nche hai daar kaa mausam