SEARCH RESULTS
Showing search results for "पस्त-हौसला"
Ghazal MATCHES FOR "पस्त-हौसला"
Ghazal
kahte hai.n roz-e-vasl jise past-hausla
be-qadr hai mirii shab-e-hijraa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
dekh le jo aalam us ke husn-e-baalaa-dast kaa
hausla itnaa kahaa.n apnii nigaah-e-past kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
saazishe.n alaamat to past himmatii kii hai.n
saazishe.n jo karte hai.n hausla nahii.n rakhte
Anjum Azimabadi
Ghazal
zaKHm agar gul hai to phir us kaa samar bhii hogaa
hijr kii raat me.n poshiida qamar bhii hogaa
Javed Nadeem
Ghazal
bahr-e-alam me.n roz hai tuufaa.n kaa saamnaa
TuuTii hai naav past magar hausla nahii.n
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
naakaamiyo.n ke baad bhii hai hausla buland
past-himmatii kii baat na ham se sunii ga.ii
Riyazi Burhanpuri
Ghazal
na puuchh hausala-e-hamrahaan-e-sahl-pasand
jahaa.n thakan ne kahaa hogaa tham ga.e ho.nge
Shamim Karhani
Ghazal
na hone denaa kabhii past hauslo.n kii fasiil
kamand chaa.nd sitaaro.n pe Daalte rahnaa
Zafar Akbarabadi
Ghazal
suud-o-ziyaa.n kii fikr kaa kis ko rahaa dimaaG
muddat hu.ii ki hausla-e-pesh-o-pas gayaa
Hurmatul Ikaram
Ghazal
zindagii ke kaise kaise hausle pathraa ga.e
aarzuu se chal ke tark-e-aarzuu tak aa ga.e
Raunaq Raza
Ghazal
jo dekhiye to karam ishq par zaraa bhii nahii.n
jo sochiye ki KHafaa hai.n to vo KHafaa bhii nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
kar diye 'barq'-e-tajallii ne magar hausle past
tum ko vallaah ba.Dii duur kii suujhii thii kaliim