SEARCH RESULTS
Showing search results for "फलों"
Ghazal MATCHES FOR "फलों"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
malbuus KHush-numaa hai.n magar jism khokhle
chhilke saje ho.n jaise phalo.n kii dukaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
daraKHto.n par samar aane se pahle aa.e the phuul
phalo.n ke baa'd kyaa hogaa pata karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ziyaada kaamyaabii bhii bahut nuqsaan detii hai
phalo.n kaa bojh ba.Dhne se bhii paude TuuT jaate hai
Wasim Nadir
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
phalo.n ke saath kahii.n gho.nsle na gir jaa.e.n
KHayaal rakhtaa huu.n patthar uchhaaltaa hu.aa mai.n
Shahid Zaki
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
phir us ke baa'd phalo.n me.n miThaas aa.ii nahii.n
shajar ne kaam liyaa thaa Galat-bayaanii se
Abbas Tabish
Ghazal
tum pe.D se phalo.n kii tavaqqo.a hii mat rakho
gar mil rahii hai is se havaa mutma.in raho
meenakshi jijivisha
Ghazal
phalo.n kaa ab ke bhii pahle se ho gayaa saudaa
daraKHt chhuu na sake.nge ko.ii samar apnaa