SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रियाद-ए-जिगर-दोज़"
Ghazal MATCHES FOR "फ़रियाद-ए-जिगर-दोज़"
Ghazal
is tiir-e-jigar-doz se jaa.n aa ga.ii lab par
mizhgaa.n se tirii huu.n mai.n dil-e-afgaar KHabar le
Sabir Rampuri
Ghazal
duniyaa ko zid numaa.ish-e-zaKHm-e-jigar se thii
fariyaad mai.n ne kii na zamaana KHafaa hu.aa
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
soz fariyaad me.n aa.e to kahaa.n se aa.e
tapish-e-soz-e-jigar ho to Gazal hotii hai
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
fariyaad mai.n to mai.n mire zaKHm-e-jigar kare.n
us bazm me.n ijaazat-e-guftaar bhii to ho
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Lala Kanji Mal Saba
Ghazal
aah bharne ke liye zaKHm-e-jigar bhii chaahiye
naala-o-fariyaad me.n to chashm-e-tar bhii chaahiye
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
daaG-e-dil daaG-e-jigar hasrat-o-fariyaad-o-fuGaa.n
mujh ko tohfe ye mile ishq ke paiGaam ke saath
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Ghazal
daaG-e-dil daaG-e-jigar hasrat-o-fariyaad-o-fuGaa.n
mujh ko tohfe me.n mile ishq ke paiGaam ke saath
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Ghazal
partav-e-husn kahii.n anjuman-afroz to ho
dil-e-pur-daaG miraa maaya-e-sad-soz to ho
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
dil KHuugar-e-Gam aur lab-e-fariyaad hai KHaamosh
ai vaa.e sitam ab sitam-iijaad hai KHaamosh
Qayyum Nazar
Ghazal
dair me.n ham aa kha.De hai.n ik sanam ke vaaste
paa.nv uThe.n kis tarah tauf-e-haram ke vaaste
Wafa Lakhnavi
Ghazal
ba.Dhaa hai soz-e-jigar ab madad ko aa.e ko.ii
Gazab kii aag lagii hai zaraa bujhaa.e ko.ii
Javed Lakhnvi
Ghazal
maanaa ki miraa dil bhii jigar bhii hai ko.ii chiiz
lekin vo nazar tiir-e-nazar bhii hai ko.ii chiiz