SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रेब-ए-शौक़"
Ghazal MATCHES FOR "फ़रेब-ए-शौक़"
Ghazal
fareb-e-shauq me.n aa kar sukuun paa na sakaa
vo choT khaa.ii ki jis ko kabhii bhulaa na sakaa
Nawab Dehlwi
Ghazal
fareb-e-shauq na de vaqf-e-imtihaa.n na banaa
mirii talab ko bas ab aur bhii giraa.n na banaa
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
Abdullateef Shauq
Ghazal
vaa.iz fareb-e-shauq ne ham ko lubhaa liyaa
firdaus ke KHayaal pe ham raqs kar ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
manzile.n zer-e-qadam jald simaT aa.e.ngii
jazba-e-'shauq' zaraa aur ba.Dhaa.o yaaro
Shauq Salki
Ghazal
fareb-e-shauq fareb-e-nazar fareb-e-KHayaal
hazaar daam hai.n ik zauq-e-aagahii ke liye
Kaif Moradaabadi
Ghazal
fareb-e-shauq ko taKHayyulaat kahte aa.e hai.n
bikhar ga.e to gesu.o.n ko raat kahte aa.e hai.n
Nushur Wahidi
Ghazal
Shauq Bijnori
Ghazal
jin ko fareb-e-shauq me.n aanaa thaa aa chuke
ab to tire karam ko pashiimaa.n kare.nge ham
Qabil Ajmeri
Ghazal
vahm kii parchhaa.iyo.n se dil ko bahlaate nahii.n
ahl-e-daanish is fareb-e-shauq me.n aate nahii.n
Shabana Nazeer
Ghazal
fareb-e-shauq ne naakaam-e-justujuu rakkhaa
talaash jis kii thii us kaa kahii.n pataa na milaa
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
mauj-e-havaa-e-shauq use paa.emaal kar
rakkhe.nge KHaak-e-dil ko kahaa.n tak sa.nbhaal kar
Shauq Mahri
Ghazal
kyaa KHuub hai ye aalam-e-duniyaa-e-shauq bhii
ik bevafaa se mujh ko mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
jaada-e-shauq me.n ye bhii mujhe ma.aluum nahii.n
din kahaa.n biit gayaa raat kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
fursat mile kabhii to shab-e-Gam se po.nchhnaa
TuuTe hai.n chashm-e-'shauq' se taare kahaa.n kahaa.n