SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़र्त-ए-बुका"
Ghazal MATCHES FOR "फ़र्त-ए-बुका"
Ghazal
fart-e-bukaa se aa.nkh me.n aa.nsuu thame.nge kyaa
dariyaa-e-be-kanaar ko saahil se kyaa Garaz
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
fart-e-maayuusii ne murda hasrate.n
dafn kar dii hai.n dil-e-biimaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
fart-e-Gam-e-havaadis-e-dauraa.n ke baavajuud
jab bhii tire dayaar se guzre machal ga.e
Ahmad Riyaz
Ghazal
fart-e-shauq-e-jamaal-e-yaar ke haath
daaman-e-sabr taar-taar hai aaj
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
fart-e-Gam-o-alam se jab dil hu.aa hai giryaa.n
us ne inaayato.n ke dariyaa bahaa diye hai.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ye fart-e-girya-o-zaarii kaa hai asar 'manshaa'
zamii.n makaano.n kii giilii hai nam hai.n diivaare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
kuchh intihaa-e-bukaa ho to aur bhii yak-chand
sarishk-e-chashm se motii ko roliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Haneef Najmi
Ghazal
fart-e-soz-e-ulfat me.n dekh kar sakuu.n dil kaa
bijliyaa.n machaltii hai.n baadalo.n ke mahshar me.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ham ahl-e-azaa ahl-e-bukaa ahl-e-fuGaa.n hai.n
kyaa KHaak taqaabul ho zamaane tiraa ham se
Mahwar Sirsivi
Ghazal
dil se har-dam hame.n aavaaz-e-bukaa aatii hai
band kaano.n ko bhii girya kii sadaa aatii hai
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Syed Aneesuddin Ahmad Rizvi Amrohvi
Ghazal
fart-e-kaahiidgii-e-dard se yaarab ab to
sab ke sab ho ga.e hai.n piir javaan-e-dehlii
Tafazzul Husain Khan Kaukab Dehlavi
Ghazal
fart-e-hujuum-e-KHalq se ho.n band raaste
vo rashk-e-yuusuf aa.e jo baazaar kii taraf
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
maatam miraa hai yaar sivaa ham ko bazm-e-nuur
saut-e-bukaa se kam nahii.n aavaaz cha.ng kaa