SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ुर्सत-ए-नामा-ओ-पयाम"
Ghazal MATCHES FOR "फ़ुर्सत-ए-नामा-ओ-पयाम"
Ghazal
du.aa salaam nahii.n naama-o-payaam nahii.n
kuchh apne chaahne vaalo.n se un ko kaam nahii.n
Naseem Syed
Ghazal
allah re shauq-e-silsila-e-naama-o-payaam
ik KHat gayaa idhar se ik aayaa udhar se KHat
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
kisii se rasm-e-naama-o-payaam band hii sahii
magar kabhii kabhii sabaa ko Toknaa to chaahiye
Zeb Ghauri
Ghazal
nahii.n payaam rah-e-naama-o-payaam tuu hai
abhii sabaa se kaho un ke dil ko bahlaa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
phir naama-o-payaam kaa ik silsila chhi.Daa
aa.ngan me.n ham kha.De the vo koThe pe cha.Dh ga.ii
Lateef Khan Mahfooz
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
zindagii se hai.n ibaarat tire ash.aar 'payaam'
tere naGmo.n me.n dha.Daktaa hai dil-e-kaun-o-makaa.n
Payam Fatehpuri
Ghazal
nazar ne chhe.Daa fasaana to hashr jaag uThaa
ma.aal-e-naama-o-paiGaam kaa KHudaa-haafiz
Johar Siddiqi
Ghazal
tapish se dil kii KHabar hove hai yahaa.n ma.aluum
mai.n tarz-e-naama-o-paiGaam se nahii.n vaaqif
Shah Naseer
Ghazal
kuchh javaab-e-naama-o-paiGaam to detaa nahii.n
ai sanam dete hai.n paiGambar KHudaa ke vaaste
Meer Kallu Arsh
Ghazal
dil kii dha.Dkan hii mujhe terii KHabar detii hai
KHatm ye naama-o-paiGaam na ho jaa.e kahii.n
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
mere payaam-e-mehr-o-vafaa kaa asar ho kyaa
duniyaa hii be-niyaaz-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
behtar ye hu.aa naama-o-paiGaam se chhuuTe
gar aap na aayaa na bulaayaa to hu.aa kyaa
Shah Naseer
Ghazal
pyaar kii saarii guftuguu ab vo kare hai phone par
aur phire hai naama-bar naam o payaam ke baGair
Sarfaraz Shahid
Ghazal
ye kyaa ki furqat-e-paiham hii zindagii ban jaa.e
kabhii to raah-e-salaam-o-payaam bhii nikle