SEARCH RESULTS
Showing search results for "बरदार"
Ghazal MATCHES FOR "बरदार"
Ghazal
vo tajallii kii shu.aa.e.n thii.n ki jalte hu.e par
aa.ine TuuT ga.e aa.ina-bardaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
jo vasf ham me.n nahii.n kyuu.n kare.n kisii me.n talaash
agar zamiir hai bedaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
palko.n talak aa pahu.nche na kirno.n kii tamaazat
ab tak to 'adaa' aa.ina-bardaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
ek jaa harf-e-vafaa likkhaa thaa so bhii miT gayaa
zaahiran kaaGaz tire KHat kaa Galat-bar-daar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dast-bardaar agar aap Gazab se ho jaa.e.n
har sitam bhuul ke ham aap ke ab se ho jaa.e.n
Javed Akhtar
Ghazal
jinhe.n samjhaa thaa jaa.n-parvar mai.n ab tak
vo sab nikle kafan-bardaar mere
Mahshar Badayuni
Ghazal
mai.n so rahaa thaa aur ko.ii bedaar mujh me.n thaa
shaayad abhii talak miraa pindaar mujh me.n thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
siine me.n agar ho dil-e-bedaar-e-mohabbat
har saa.ns hai paiGambar-e-asraar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
vahii dikhaa.egaa tujh ko tamaam daaG tire
jise tuu aa.ina-bardaar karne vaalaa hai
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
haashiya-bardaar se puuchhaa samundar ne miyaa.n
aaj tak ik mauj bhii tum ko na diivaanii milii
Zafar Imam
Ghazal
dast-bardaar abhii terii talab se ho jaa.e.n
ko.ii rasta bhii to ho lauT ke ghar jaane kaa
Shahryar
Ghazal
mai.n sadaaqat kaa alam-bardaar samjhaa thaa jise
vo bhii jab ruKHsat hu.aa to ik kahaanii de gayaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
har har qadam pe aa.ina-bardaar hai nazar
be-chehragii ko ko.ii kahaa.n tak chhupaa.egaa
Azhar Inayati
Ghazal
dushman-e-jaa.n bhii nahii.n ko.ii baraabar us ke
aur miraa haashiya-bardaar bhii aisaa vaisaa