SEARCH RESULTS
Showing search results for "बिंत-ए-महताब"
Ghazal MATCHES FOR "बिंत-ए-महताब"
Ghazal
ishrat-e-hastii pe thii 'mahtaab' duniyaa kii nazar
dil ko kyaa kahiye ki us ne dard apnaa.e bahut
Mahtab Zafar
Ghazal
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
mahv-e-nazzaara-e-hairat hai havaa pahlii baar
mujh pe darvaaza-e-mahtaab khulaa pahlii baar
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
ko.ii kaa.ndhe pe mire haath dhare hai 'mahtaab'
ye taKHayyul mujhe paagal nahii.n hone detaa
Mahtab Alam
Ghazal
nikle hai.n sar-e-shaam liye mash.al-e-fan ham
nazdiik ko.ii kaaGzii mahtaab na aa.e
Mahtab Alam
Ghazal
baaqii rahii hai dil me.n ye hasrat tamaam umr
'mahtaab' kaa dayaar ho us kii galii ke saath
Bashir Mehtaab
Ghazal
bint-e-sahraa ruuThaa kartii thii mujh se
mai.n sahraa se ret churaayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
ye kor-chashmii hai yaa jalte suurajo.n kaa asar
ko.ii bhii shakl na ab bint-e-maahtaab lage
Badnam Nazar
Ghazal
nasha kisii se bhii le luu.n 'shu.uur' aaj magar
vo roz-e-abr-o-shab-e-mahtaab kis se luu.n
Anwar Shuoor
Ghazal
lab-o-ruKHsaar me.n hogii gul-o-mahtaab kii baat
aa.nkh me.n tazkira-e-bint-e-inab bhii hogaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
shab me.n tuluu.a-e-chehra-e-mahtaab kiijiye
aaGaaz raushnii kaa nayaa baab kiijiye
Saleem Figar
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
shaguft-e-Guncha-e-mahtaab kaun dekhegaa
mai.n so gayaa to mire KHvaab kaun dekhegaa
Saifuddin Saif
Ghazal
vo mere muqaddar kii siyaahii thaa saraapaa
nuur-e-shab-e-mahtaab sunahraa to na niklaa
Azeem Quraishi
Ghazal
jab na ho saath vo mah-ruu shab-e-mahtaab me.n 'aish'
kyaa uThe KHaak bataa.o shab-e-mahtaab se haz
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
hariif-e-partav-e-mahtaab hai jamaal tiraa
kuchh aur lagtaa hai dilkash jo duur hotaa hai