SEARCH RESULTS
Showing search results for "बिगड़ने"
Ghazal MATCHES FOR "बिगड़ने"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
haadisa bhii hone me.n vaqt kuchh to letaa hai
baKHt ke biga.Dne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kuchh bhii ban aatii nahii.n kyaa kiijiye
us ke biga.Dne ne kuchh aisaa kiyaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sitam vo tum ne kiye bhuule ham gila dil kaa
hu.aa tumhaare biga.Dne se faisla dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aa.e hai.n yaad tujh se bichha.D kar vo log bhii
jin se ta.alluqaat biga.Dne kaa Gam na thaa
Azeem Murtaza
Ghazal
fuzuul naaz uThaane se baat big.Dii hai
kisii ko dil me.n basaane se baat big.Dii hai
Iftikhar Haidar
Ghazal
das minute pahle hii thii dhuup mire aa.ngan me.n
ye lagaa hii nahii.n mausam hai biga.Dne vaalaa
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
vo zulf-e-pareshaa.n kaa sa.nvaare na sa.nvarnaa
vo un ke biga.Dne kii adaa yaad rahegii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
kha.Daa huu.n mai.n kisii girtii hu.ii fasiil pe kyaa
tavaazun aur biga.Dne lagaa sambhalne se
Muzaffar Warsi
Ghazal
ye khel hai to KHuub magar tere haath se
is TuuTne biga.Dne banaane me.n jaa.uu.ngaa
Akbar Masoom
Ghazal
raah chalte hu.e u.nglii bhii kisii kii na paka.D
bhii.D me.n hotaa hai har shaKHs bichha.Dne vaalaa
Aajiz Hengan Ghati
Ghazal
vo zulf-e-pareshaa.n kaa sa.nvaare na sa.nvarnaa
vo un ke biga.Dne kii adaa yaad rahegii