SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-ऐब"
Ghazal MATCHES FOR "बे-ऐब"
Ghazal
is se behtar mirii tasviir nahii.n ho saktii
zaat-e-be-aib se taqsiir nahii.n ho saktii
Rahat Hasan
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
hamaare aib ne be-aib kar diyaa ham ko
yahii hunar hai ki ko.ii hunar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
dekhiye shaiKH musavvir se khiche yaa na khiche
suurat aur aap se be-aib bashar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
aise lafzo.n ko bhii be-aib banaayaa ham ne
jin kii jaa.ez hii nahii.n hotii thii qurbaanii tak
Faiz Khalilabadi
Ghazal
ra.anaa.iyo.n ke lab pe mukarrar savaal hai
be-aib KHadd-o-KHaal tumhe.n kaun de gayaa
Qaisar Qalandar
Ghazal
ye baat alag hai ki ko.ii kahtaa nahii.n hai
be-aib nahii.n varna yahaa.n saahab-e-dastaar
Zaryab Hasan Taheem
Ghazal
vaa.iz ik aib se tuu paak hai yaa zaat-e-KHudaa
varna be-aib zamaane me.n chalan kis kaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Shahnaz Noor
Ghazal
to.e bin turra hai aur zo.e par ik nuqta phir
ain be-aib hai aur kaane miyaa.n Gain hu.e
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ai but-e-kaafir hai bas be-aib zaat allaah kii
lab tire 'iisaa hu.e biimaar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kar na rusvaa dil-e-betaab bas ai vaa.e hame.n
shab ke naalo.n se KHajil karte hai.n ham-saa.e hame.n
Maroof Dehlvi
Ghazal
ba.Dh ai zauq-e-junuu.n ab kis kaa Dar hai
idhar ye sar udhar vo sang-e-dar hai