SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-गुल-ए-मुराद"
Ghazal MATCHES FOR "बे-गुल-ए-मुराद"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bikte hai.n shahr me.n gul-e-be-KHaar har taraf
hai baaGbaa.n kii garmii-e-baazaar har taraf
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
na.ii fazaa.e.n na.ii nik.hate.n na.ii raahe.n
gul-e-muraad se daaman ko mushk-baar kare.n
Aziz Badayuni
Ghazal
kahii.n hai buu-e-tamannaa gul-e-muraad kahii.n
nihaal dil kaa hai phailaa.o gulsitaa.n kii tarah
Muneer Bhopali
Ghazal
Sadique Naseem
Ghazal
palaT ke aa.e kabhii us kii yaad kaa mausam
gul-e-muraad ko ra.ng-e-jamaal de jaa.e
Hafeez Shahid
Ghazal
bahaar me.n bhii mayassar gul-e-muraad nahii.n
ye naa-muraadii-e-daaman hai kyaa kiyaa jaa.e
Waqar Manvi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gul-e-muraad nahii.n sa.ng-haa-e-tifl sahii
Gariib-e-shahr kaa aaKHir kisii ko dhyaan to hai
Aqeel Shadab
Ghazal
jin ko rah ke kaa.nTo.n me.n KHush-mizaaj honaa thaa
vo maqaam-e-gul paa kar be-dimaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
thaa paas-e-aabruu-e-tamannaa hame.n 'vahiid'
chun kar gul-e-muraad sab ahl-e-havas chale
Waheed Akhtar
Ghazal
ko.ii aa.nchal hii 'naazim' na thaa baKHt me.n
varna aa.nsuu the mere gul-e-be-bahaa
Nazim Sultanpuri
Ghazal
ai ham-safiir-e-be-gul kis ko dimaaG-e-naala
muddat hu.ii hamaarii minqaar-e-zer par hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai aag gul pe ajab is bahaar-e-guzraa.n me.n
chaman me.n ab ke gul-e-be-hisaab kyuu.n aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
marbuut hai.n tujh se bhii yahii naa-kas-o-naa-ahl
us baaG me.n ham ne gul-e-be-KHaar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
fazaa me.n buu-e-gul-emushk-baar hai ki nahii.n
havaa ke dosh pe paiGaam-e-yaar hai ki nahii.n