SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-रब्त"
Ghazal MATCHES FOR "बे-रब्त"
Ghazal
be-rabt se lafzo.n ke hai.n be-rabt ma'aanii
baalaa-e-had-e-fahm hai hastii kii kahaanii
Abul Husain Azad
Ghazal
mirii hayaat ko be-rabt baab rahne de
varaq varaq yuu.n hii Gam kii kitaab rahne de
Ehtisham Akhtar
Ghazal
tere be-rabt bayaanaat se KHauf aataa hai
mujh ko ab shahr ke haalaat se KHauf aataa hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
dars le.nge dil ke ik be-rabt afsaane se kyaa
ahl-e-duniyaa chaahte hai.n tere diivaane se kyaa
Mahmood Sarosh
Ghazal
be-shakl shabaahat hai be-rabt saraapaa hai
jazbaat bhii jaamid hai.n ehsaas bhii tishna hai
Mahmood Shahid
Ghazal
be-rabt mausamo.n me.n samo.e ga.e the log
kyaa kahiye kis la.Dii me.n piro.e ga.e the log
Ansar Ali Ansar
Ghazal
kyo.n na apnii daastaa.n be-rabt afsaana rahe
tum se ham maanuus ho kar KHud se begaana rahe
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
umr be-vaj.h na be-rabt guzaarii jaa.e
aa.ina dekh ke tasviir utaarii jaa.e
Aajiz Hengan Ghati
Ghazal
jo chiiz thii kamre me.n vo be-rabt pa.Dii thii
tanhaa.ii-e-shab band-e-qabaa khol rahii thii
Adil Mansuri
Ghazal
Imtiyaz Kavish
Ghazal
itnii be-rabt kahaanii nahii.n achchhii lagtii
aur vaazeh bhii ishaare nahii.n achchhe lagte
Yasmeen Hameed
Ghazal
be-rabt KHayaalo.n ke shaguufo.n kii lataafat
majbuur Gariibo.n kii zehaanat sii lage hai
Talib Chakwali
Ghazal
be-rabt dha.Dkano.n ko na.e raabte mile
mad.hoshiyo.n ko phir na.e ausaan mil ga.e
Jauhar Timmapuri
Ghazal
sunte jaa.o miraa be-rabt fasaana shaayad
inhii baato.n me.n ko.ii baat hasii.n aa jaa.e