SEARCH RESULTS
Showing search results for "मंसूर"
Ghazal MATCHES FOR "मंसूर"
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
na harf-e-haq, na vo mansuur kii zabaa.n, na vo daar
na karbalaa, na vo kaTte saro.n ke nazraane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mansuur ko hu.aa lab-e-goyaa payaam-e-maut
ab kyaa kisii ke 'ishq kaa daa'vaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tamaam shahr me.n kyaa ek bhii nahii.n mansuur
kahe.nge kyaa rasan-o-daar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
shahr kii gasht me.n hai.n sub.h se saare mansuur
ab to mansuur vahii hai jo sar-e-daar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
ham na suqraat na mansuur na iisaa lekin
jo bhii qaatil hai hamaaraa hii tamannaa.ii hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
mai.n sarmad o mansuur banaa huu.n tirii KHaatir
ye bhii tirii ummiid se kam hai to mujhe kyaa
Qateel Shifai
Ghazal
jugnuu inhe.n samjhaa thaa magar kyaa kahuu.n 'mansuur'
muTThii ko jo kholaa to sharaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
mansuur se kahtii hai yahii daar-e-mohabbat
us kii ye sazaa hai jo gunahgaar-e-vafaa ho
Qamar Jalalvi
Ghazal
zikr meraa ba-badii bhii use manzuur nahii.n
Gair kii baat biga.D jaa.e to kuchh duur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aavaargii ne dil kii ajab kaam kar diyaa
KHvaabo.n ko bojh nii.ndo.n ko ilzaam kar diyaa
Mansoor Usmani
Ghazal
gulshan me.n ye kamaal tujhe dekh kar hu.aa
phuulo.n kaa rang laal tujhe dekh kar hu.aa
Mansoor Usmani
Ghazal
dekhnaa us kii tajallii kaa jise manzuur hai
sa.ng-reza bhii nazar me.n us kii koh-e-tuur hai