SEARCH RESULTS
Showing search results for "मक़्ता-ए-सिलसिला-ए-शौक़"
Ghazal MATCHES FOR "मक़्ता-ए-सिलसिला-ए-शौक़"
Ghazal
dil silsila-e-shauq kii tash.hiir bhii chaahe
zanjiir bhii aavaaza-e-zanjiir bhii chaahe
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
ik hamii.n silsila-e-shauq sambhaale hu.e hai.n
vo to sab ahd-e-vafaa hashr pe Taale hu.e hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
maqta-e-silsila-e-shauq nahii.n hai ye shahr
azm-e-sair-e-najaf-o-tauf-e-haram hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
hujuum-e-silsila-e-raftagaa.n dikhaa.ii diyaa
zamiin par hii mujhe aasmaa.n dikhaa.ii diyaa
Akhtar Saeedi
Ghazal
qissa-e-silsila-e-zulf na kahnaa behtar
pech-dar-pech hai KHaamosh hii rahnaa behtar
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye silsila-e-shoKHii-e-jaanaana nayaa hai
irshaad hu.aa hai ki ye diivaana nayaa hai
Johar Siddiqi
Ghazal
ye silsila-e-shaam-o-sahar yuu.nhii nahii.n hai
har qaafila sargarm-e-safar yuu.nhii nahii.n hai
Roohi Kanjahi
Ghazal
khel kar silsila-e-gardish-e-ayyaam ke saath
zindagii ham ne guzaarii ba.De aaraam ke saath
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa KHuub hai ye aalam-e-duniyaa-e-shauq bhii
ik bevafaa se mujh ko mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
jaada-e-shauq me.n ye bhii mujhe ma.aluum nahii.n
din kahaa.n biit gayaa raat kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
iltijaa-e-shauq ho lab par na arz-e-mudda.aa
kaif-aavar ho jo ham nazro.n se afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Thahraa ho ek pal bhii jahaa.n kaarvaan-e-dil
aayaa na raah-e-shauq me.n aisaa nagar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
ibtidaa shauq kii hotii hai pur-ummiid aksar
us kaa anjaam buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
mai.n huu.n aur silsila-e-ashk-e-ravaa.n aaj kii raat
zindagii hai hama-tan soz ba-jaa.n aaj kii raat