SEARCH RESULTS
Showing search results for "मादूम"
Ghazal MATCHES FOR "मादूम"
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
zaraa puuchhe ko.ii ma.aduum hote in dukho.n se
hame.n kis ke bharose par akelaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
is daur me.n ga.ii hai muravvat kii aa.nkh phuuT
maaduum hai jahaan se chashm-e-hayaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aflaak to is ahd me.n saabit hu.e maaduum
ab kyaa kahuu.n jaatii hai mirii aah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
bahut 'arsa lagaa rang-e-shafaq maa'duum hone me.n
hu.aa taariik niilaa aasmaa.n aahista aahista
Ahmad Mushtaq
Ghazal
raushnii ma.aduum gahre ho chale saa.e bahut
jaane kyuu.n tum aaj kii shab mujh ko yaad aa.e bahut
Mahtab Zafar
Ghazal
dil hai to ye daulat kabhii ma.aduum na hogii
ye dard kisii aur KHazaane ke nahii.n hai.n
Shamim Hanafi
Ghazal
kartii hai yaa.n zabaan-e-kamar yaar me.n kalaam
ma.aduum hai javaab hamaare savaal kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaak me.n miltii hai.n kaise bastiyaa.n maaluum ho
aane vaalo.n ko hamaarii daastaa.n maaluum ho
Sagheer Malal
Ghazal
baanii-e-shahr-e-sitam mazluum kaise ho gayaa
kal jo mujrim thaa vo ab ma.asuum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
ma.aduum agar ho to kahaa.n Dhuu.nDhne jaa.e.n
maujuud agar ho to pataa kyuu.n nahii.n dete
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
ab to vo nasl bhii ma.aduum hu.ii jaatii hai
jo bataatii thii fasaadaat se pahle kyaa thaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
naqsh kitne the ki ma.aduum hu.e silsila-vaar
aur har naqsh ke pahle se ubhartaa gayaa mai.n
Pirzada Qasim
Ghazal
maqtuul hii pe aa gayaa ilzaam-e-KHud-kushii
qaatil nigaah-e-adl me.n ma.asuum ho ga.e
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
Sameena Gul
Ghazal
gar na ho sham.a to ma.aduum hai.n parvaane bhii
tuu na hotaa to sanam kab ye KHudaa.ii hotii