SEARCH RESULTS
Showing search results for "माह-रू"
Ghazal MATCHES FOR "माह-रू"
Ghazal
ko.ii sitaara jabii.n ko.ii maah ruu bhii nahii.n
ilaaj-e-vahshat-e-dil saaGar-o-subuu bhii nahii.n
Athar Ziai
Ghazal
jab se sunaa dahan tire ai maah-ruu nahii.n
sab chup hai.n ab kisii kii ko.ii guftuguu nahii.n
Rasheed lakhnavi
Ghazal
na maah-ruu na kisii maahtaab se hu.ii thii
hame.n to pahlii mohabbat kitaab se hu.ii thii
Ali Muzammil
Ghazal
maah-ruu nikle hai nit ujlii tarah
is sabab raushan hai dil putlii tarah
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
ik maah-ruu se kal kii mulaaqaat bhii ga.ii
yuu.n mere dil se garmi-e-jazbaat bhii ga.ii
Faizan Asad
Ghazal
jo ban-sa.nvar ke vo ik maah-ruu nikaltaa hai
to har zabaan se bas allaah-huu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ruuTh kar ik maah-ruu kyaa merii mahfil se gayaa
rang phuulo.n se gayaa naGma anaadil se gayaa
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
Saima Zaidi
Ghazal
mai kaa mazaa jabhii hai ki jab maah-ruu ho paas
gar maah-ruu na hove to mai piiji.e bhii na.i.n
nayan sukh
Ghazal
dekh kar chashm-e-siyaah-e-maah-ruu vahshat hu.ii
chaa.ndnii me.n us hiran kaa rang kaalaa ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
hamaare ghar jo kabhii jaan-e-maah-ruu aataa
to us ke qadmo.n pe qurbaan aarzuu karte