SEARCH RESULTS
Showing search results for "मिन"
Ghazal MATCHES FOR "मिन"
Ghazal
jo bhii min-jumla-e-ashjaar nahii.n ho saktaa
kuchh bhii ho jaa.e miraa yaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
jaan-e-shahzaad ko min-jumla-e-a.adaa paa kar
huuk vo uTThii ki jii tan se judaa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
jaan kar min-jumlaa-e-KHaasaan-e-mai-KHaana mujhe
muddato.n royaa kare.nge jaam o paimaana mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
mere Gam-KHaane kii qismat jab raqam hone lagii
likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
saas hai.n aamaada-e-dast-o-garebaa.n in dino.n
Giibate.n min-jaanib-e-sasuraal internet par
Khalid Irfan
Ghazal
hu.aa hai hukm ye min-jaanib-e-shah-e-zulmaat
huduud-e-shahr-e-siyah chho.D de divaan-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
abhii kuchh der me.n ho jaa.egaa aa.ngan jal-thal
abhii aaGaaz hai baarish kaa abhii kin-min hai
Athar Nasik
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
kaash min-jumla-e-aazaar-e-mohabbat nikle
kaar-farmaa nazar aatii hai jo quvvat dil me.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
jo haal-e-dil hai min-o-an raqam kiyaa jaa.e
ki ab zaruurat-e-tashbiih-o-isti.aara nahii.n
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
ahl-e-daanish jise karte hai.n yaqii.n se ta.abiir
vo bhii min-jumla-e-auhaam ho.ii jaatii hai
Talib Dehlavi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
chaman me.n gar hai tuu bulbul to min-ba.ad
hai.n ham aur gosha-e-gulKHan hamaaraa